Khel nahi khata reham
Maidan padta naram
Sangharsh na hota hai kam
To taaliya kyun kam
(To taaliya kyun kam)
Tere liye taaliya kyun kam
(Tere liye taaliya kyun kam
Tere liye taaliya kyun kam)
Khel nahi khata reham
Maidan padta naram
Sangharsh na hota hai kam
To taaliya kyun kam
Teri jeet ka bhi ho halla (ho halla)
Gali gali mohalla
Gali gali gali mohalla (x2)
Talve bole chal mat chal mat tu
Utha bazuon se parbat
Band aankhon se lakshya bhed ja
Dhay tan se lehre tair ja
Teri jeet ka bhi ho halla (ho halla)
Gali gali mohalla
Gali gali gali mohalla
Ho…
Ab taaliya na kam (taaliya na kam)
Tere liye taaliya na kam
(Taaliya na kam)
Tere liye taaliya na kam..
Teri jeet ka bhi ho halla (ho halla)
Gali gali mohalla
Gali gali gali mohalla
Teri jeet ka bhi ho halla (ho halla)
Ab se nahi akela
Ab se nahi tu akela
Teri jeet ka bhi ho halla