O mere aasma… o mere aasma…
O mere aasma… o mere aasma…
O mere aasma… o mere aasma…
…
Apne sooraj ko thoda kam kar de
Apni aankhon ko thoda nam kar de
Kab se pyasi hai teri dharti aa..
Apni dharti pe kuchh raham kar de
O mere aasma… o mere aasma…
O mere aasma… o mere aasma…
O mere aasma… o mere aasma…
…
Saare taare udaas baithe hain
Chand ke aas paas baithe hain
Itne roshan hain dikh nahi sakte
Is liye bad-hawaas baithe hai
Tu bata de ujaala kiska hai
Noor me ye hawala kis ka hai
Iski ginti ka kuchh karam kar de
Apni dharti pe kuchh raham kar de
O mere aasma… o mere aasma…
O mere aasma… o mere aasma…
O mere aasma… o mere aasma…